…..

dinon ko saalon me badalte der na lagi,
saalon ko har din gin gin kar jiyaa hai maine,
baaton ko yaadein bante der na lagi
yaadon ko kahani kisse bana kar likha hai maine
sawaalon ko mohabbat bante der na lagi,
ishq ko har raat ashq banaa kar rakha hai maine …

Spread the love, spread the word ..

0 thoughts on “…..”

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *